6 Chije Kabhi Google par Search Na Kare Never Search 6 Things on Google

6 Chije Kabhi Google par Search Na Kare Never Search 6 Things on Google

6 Chije Kabhi Google par Search Na Kare Never Search 6 Things on Google agar dhokhe se bhi search kar liya na to jail Jana pad jaega dosto hamen jab kisi bhi chij mein confusion hoti hai to sabse pahle Google Baba Ko yad kar lete hain aur turant hamare sawalon ke jawab mil jaate hain lekin kya aap jante Hain kuch aise bhi chij Hai Jo Google Baba ko pata Ho ya Na Ho lekin aapko bhi jarur pata hona chahie Ki in chijo ko kabhi bhi Google search nahin karna chahie aur vah kaun si chij hai jine Google par search nahin karna chahie is janne ke liye aapko ye post pura padhna hoga

6 Chije Kabhi Google par Search Na Kare

Your Symptoms sabse pahle chij to agar aapko aisa lagta hai ki AAP ke andar koi bimari hai aur uske lakshan aap Google Baba se poochenge to Bhai Sahab yah aapki Zindagi Ki Sabse Badi galti hogi kyunki is per aapki samasya ka Samadhan hone ke bajay AAP aur jyada panic hone Lagrange
kyuki Google per Jo website register hoti hai jo log medical ke bare main article like hain unka koi Bharosa Nahin hai ki vah professional doctor hai yaha per Keval idhar udhar se Mili jankari ko Google per likhkar logon ko bevkuf banaa rahe hain isliye agar aapko aisa lag raha hai ki aapko koi bimari hai to doctor Google ke pass jaane se pahle aap asali wale doctor ke pass chale jaaiye to behtar hoga

6 Chije Kabhi Google par Search Na Kare Never Search 6 Things on Google
Image By Pixels

Anything Criminal Ki Baat Puri Tarah se sach hai ki agar aapko koi nai chij sikhani hai to aapko Google per vah Sani se free mein sikhane Ko mil jayegi lakin ab iska Hai bilkul bhi Matlab Nahin Hai kya Aap criminal Kaise banaa jaaye bhi Google Baba se Na lag jaaye Google per Aisa Kuch search Karte Hain ki bomb kaise banate hain drugs ka istemal kaise kiya jata Hai sakti hai to ye bhi aapko Jail pahucha sakta hai kyunki security and drug control service hamesha Is Tarah Ki cheez a search karne Wale logon Ko track karti hai aap Jahan kahin se bhi chij search kar rahe honge vahan IP address unke pass pahunch jaega jis ki madad se vah aapko pakad sakte hain isliye Google ka istemal karke acchi chijen sikhane koshish karen Varna criminal banne ki tikiya samay hi aap ko jail mein chakki pis ni padh sakti hai

Google Par Bhulkar Kar Bhi Ye Search Na Kare

6 Chije Kabhi Google par Search Na Kare Never Search 6 Things on Google
Image By Pixels

Cencer Ke Bare Main Kabhi Search Na Kare

Cancer ek aisi chij Hai jiske bare mein aapko jitna kam pata ho aap utna khush rah Sakte kyunki aap Mane ya Na Mane lekin aap jis tarike se sans le rahe hain usmein bhi aapko cancer hone ki sambhavna Hai Ji han kyunki cancer aur kuchh nahin baki sharir mein hone wala Aisa infection hai jo Jaan leva hota Hai aise nahin bimari ke Kai sare lakshan hote hain jinmen se kuchh to itne jyada sadharan hote Hain Ki Insan ko apni jindagi mein Is tarah Ki chijen mahine 2 mahine mein ho hi Jaya karti hai Jese badan dard ho ya sar Dard isliye agar aap internet per dekhne jaenge ki cancer kin kin chijon se hota hai to aap pagal ho jaenge isliye cancer ke bare mein jankari lene ke liye Google Baba ka darvaja khatkhata na sabse galat chunav hai agar aapko apni tabiyat kharab lag rahi hai to direct doctor Ki clinic par jaye na ki Google per search karna chahie

6 Chije Kabhi Google par Search Na Kare Never Search 6 Things on Google
Image By Pixels

Youtube Par Sabse Jyada Kya Search Hota Hai

Bed bug infestation dosto ke sare log bed bug infestation in khatmal ke sankraman ke bare mein Google Baba se poochh nahin lagta Hai to ham aapko Bata de agar aap ko chain ki nind Sona Hai to Is tarah ka search Google per mat Karna aapke bistar per khatmal ho ya na ho aapko message jarur hone lagega aur ek hi nahin hota to Aaj karke dekh lijiye FIR bad mein jab neend Na aaye to humse mat kahana kya main aapko bataya nahin tha

6 Chije Kabhi Google par Search Na Kare Never Search 6 Things on Google
Image By Google

skin conditions Is duniya mein Kai tarah Ki skin se Judi bimariyan Hoti Hai jiski vajah se Insan ki to bahut hi buri dikhai deti Hai aise mein agar aap Google search karne lagenge to aapko duniya bhar Ki tavcha se Judi bimariyon ki tasvir dekhne ko milegi aur agar aapane ek bar dekh liya to yah to aapko hafte bhar nind nahin aaegi kyunki yah sabhi tasvir bahut hi jyada disturbing hoti hai aapka man kafi pakka hai aur aap koi fark nahin padta lekin agar aap hamari tarah sachhe dil ke hain to aap in chijo se chedkhani mat Karna

6 Chije Kabhi Google par Search Na Kare Never Search 6 Things on Google
Image By Pixels

smokers lungs jis tarah aap skin se Judi bimariyon Ko dekhkar chakkar kha sakta hai theek hai usi tarah aap cigarette peene Wale logon ke Phephde ki tasvir dekhkar bhi gawara Jayenge kyunki duniya ki Kai sare log smoking girte Hain ho sakta lekin uske Andar kabhi jigyasa Lage ki aapko Google Baba se puchna ki cigaret peene Wale logon ke Fefde Kaise dikhai deta Hai uske bare mein sochenge bhi nahin Hai eisi tasveer aapke samne aa jayegi jise dekhkar AAP cigrat pina to dur AAP uske bare me sochenge Bhi NHI valise cigarette chodne ka ye acha tarika hai par kai bar ye ghabrahat ka Vishay bhi ban jata hai kyu ki aapka dimag bar bar usi cheje ke bare main sochega or aap khi Dhyan NHI Laga payenge isliye aap samajh Jaye ki cigaret peene ka parinam bahut bura hota hai

Google Par Sabse Jyada Kya Search Hota Hai – Google trends in India 2020

6 Chije Kabhi Google par Search Na Kare Never Search 6 Things on Google
Image By Pixels

your name about hai kaise chij per jisse har Insan kabhi Na kabhi to Google kiya hoga aur hua Hai uska apna Naam agar aapane apna Naam Google per search kiya to ? ab ham aapko batane wale Google per apna Naam kyon search nahin karna chahie to sabse pahle chij to jab kabhi bhi ham Google par apna naam search karte hain to usmein aapko kaisa ajibo Garib tasviren aur faltu ki chijhe mil jayegi jise dekhkar aap penic ho sakte hain

Dosto ye thi vo 6 chijen Jo Google per search nahin karni chahie

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *